Gujarat ke jamanagar zile ke jamajodhpur shahar mein rahne wale Bharat Gadhavi mechanical engineering se graduate hain. Inhen kitaben padhne ka bahut shauk hai aur kahaniyan likhne ka hunar hai. Pathakon ke chahete banne ki khwahish rakhne wale Bharat Gadhavi kahaniyon ke sath-sath film script aur shaayari karne mein bhi sakriya hain. ‘Dream Journey’ inkaa pahla upanyas hai aur abhi ye kai kahaniyon par kaam kar rahe hain.
Be the first to ask about this product
Safe and Secure Payments.Easy returns.100% Authentic products.