chhoti chhoti kavitaaon ke madhyam se bachhon ko gyan dena hi ustak ka uddeshya raha hai. is pustak men lekhak ne kavitaaonk ka sachitr bakhan kiya hai. chitr ke saath padhna hamesha se kisi tathya ko samajhna assan raha hai. wahi koshish yahan bhi ki gayi hai.