Ek aurat apni jindagi mein kai bhumikayein nibhati hai. Beti, biwi, bahu aur ma, har bhumika mein usse humesha sabse shresth rahne ki apeksha ki jati hai. Par badle mein use milta hai sirf dutkar, beto ke muqable kam pyar aur samaajik soshan. Isi dard ko Ritu Dubey ne apni kavitaon mein bayan kia hai. Yeh kitab unki sirf ek choti si kosish hai samaj ko sandesh dene kee ki ek aurat ki bhi apni pehchaan hai. Aaj hi is kitaab ko padhein ya kisi ko bhent karein aur Ritu Dubey ke sang ek aurat ko pehchaan dialne mein madad karein.
Read More
Specifications
Book Details
Imprint
Notion Press, Inc.
Publication Year
2020
Dimensions
Width
3 mm
Height
216 mm
Length
140 mm
Depth
0.2
Weight
64 gr
Safe and Secure Payments.Easy returns.100% Authentic products.