Har chiz ka viprit jarur hota hai , jese acche ka bura to ese hi prem ka ghrina , kai log sochte hai ki aakhir prem ki kya paribhasha hai ? Prem vah sabdh hai jise jaan na sambhav hai , kahi na kahi ham dekhte hai hamare hai hamare jivan me prem se judee har vo pal samne se ho kar guzar jate hai , aur ek khubsurat ehasas de jate hai , prem ko aaj tak koi samjh nahi paaya hai aur agar koi isee samjh paya hai to sakshat ishwar se mil paya hai , prem ek pahali jesa hai jisne iski guthhi suljhaa li usne jindagi ki sabse badi kitab hasil kar li