Laghu kahaniyon ka yeh sangrah samaj ke samajik, sanskritic aur parivarik dhanche par aadharit hai jo vyakti ke sambandhon, nirnayon aur jeevan ke prati dristikon ko prabhavit karta hai. Yeh sangrah ke swarthpurn karyon evam vyaktigat samasyaon ke samadhan par sujhav prastut karta hai. Yeh samanya vyakti ke jeevan ki asadharan paristhitiyon par apna asar parilakshit karta hai.
Read More
Specifications
Book Details
Imprint
Notion Press
Publication Year
2022
Contributors
Author Info
Shri Lalit Mohan Joshi uchha shiksha se sambhandit rahe hain. Unhone pradhyapak aur pracharya ke pad par Uttar Pradesh ke vibhinn rajkiya mahavidyalon mein apna yogdan diya hai. Woh 2017 mein rajkiya mahavidyalaya gyanpur bhadohi se pracharya pad se sevanivritt hue the. Unki shiksha uttarakhand ke nainital jile mein hui thi. Rajneeti vigyan unke adhyayan aur adhyapan ka vishya raha hai. Unke kai lekh vibhinn patrikaon mein prakashit ho chuke hain. Sath hi facebook mein kahani samoohon mein bhi kahaniyaan prakashit hoti rehti hain.
Dimensions
Width
11 mm
Height
203 mm
Length
127 mm
Weight
204 gr
Safe and Secure Payments.Easy returns.100% Authentic products.