Iss sangrah ki kavitaayen paathakon se mukhatib hokar samvaad karti hain. Manushya aur manushya ki jijivisha ki baat karti hain. Samaj-vyavastha ko badalne ko tatpar kavitaayen saarthak samaj ki parikalpna ke liye aashanvit hain. kavitaayen prashn bhi karti hain aur badlaav ki apeksha bhi. kavitaaon me har jagah parivartankaami manushya dikhta hai, jiski aankhon me prem hai - tutte sambandhon ki pida hai - samaj ke sabse niche tabke ki kasak hai aur sabse adhik vyavastha ko badalne ki soch hai. Is sangrah ki kavitaayen paathakon se sidhe samvaad karne me saksham hai.
Read More
Specifications
Book Details
Imprint
Notion Press
Publication Year
2020
Dimensions
Height
5.5 in
Length
8.5 in
Weight
240 gr
Safe and Secure Payments.Easy returns.100% Authentic products.