Is pustak ki kavitayen zindagi ke tamam anubhavon ka sankalan hain. Bachpan se lekar yuvastha tak zindagi ke utaar-chadhaav, padhai aur career ke liye ghar-gaon ka chhootna, naye dost banana, phir unka bhi apni apni zindagi mein vyast ho jana ityadi anubhav kavitao ke madhyam se vyakt kiye gaye hain jo ki pathakon ke dil mein avashya ghar karenge aisi asha hai. Iske alava kuchh kavitayen zindagi ke anya pahluon jaise pita banne ka anubhav, samaj mein bhedbhaav, badhti samajik doori, vigyan ka manav jeevan mein santulit roop mein upyog, samaj mein shanti sthapit karne evam manavta ko vijayi banane ke bare mein hain. Asha hai pathakon ko yah kavya sankalan ruchikar lagega.
Read More
Specifications
Book Details
Imprint
Notion Press
Dimensions
Height
5 in
Length
8 in
Weight
80 gr
Be the first to ask about this product
Safe and Secure Payments.Easy returns.100% Authentic products.