mai natmastak hun us maa k jisne is abhootpoorva pratibha k dhani putra ko janm diya .... maa saraswati k putra is mahan lekhak jisne matribhasa hindi me is upanyas ki rajna ki use mera shat shat naman . kya lekhni h ,kya vichar hain . padh kr mza aa gya . itni kam umra me is upanyas ki rajna kr is lekha ne ye shabit kr diya ki pratibha ki koi umar nhi hoti .