Sab Tumhara / सब तुम्हारा

Sab Tumhara / सब तुम्हारा (Hindi, Paperback, Pranav Priyadarshi)

Share

Sab Tumhara / सब तुम्हारा  (Hindi, Paperback, Pranav Priyadarshi)

Be the first to Review this product
₹250
i
Available offers
  • Bank Offer5% cashback on Flipkart Axis Bank Credit Card upto ₹4,000 per statement quarter
    T&C
  • Bank Offer5% cashback on Axis Bank Flipkart Debit Card up to ₹750
    T&C
  • Bank OfferFlat ₹10 Instant Cashback on Paytm UPI Trxns. Min Order Value ₹500. Valid once per Paytm account
    T&C
  • Delivery
    Check
    Enter pincode
      Delivery by26 Jul, Saturday
      ?
    View Details
    Author
    Read More
    Highlights
    • Language: Hindi
    • Binding: Paperback
    • Publisher: Notion Press
    • Genre: Poetry
    • ISBN: 9798888331279
    • Edition: 1, 2022
    • Pages: 146
    Services
    • Cash on Delivery available
      ?
    Seller
    NotionPress
    3.8
    • 7 Days Replacement Policy
      ?
  • See other sellers
  • Description
    prem aur usse utpan karuna sahitya ke prantatva hain aur manusya ko manusya hone ka ahsas karete hain. pranav priyadarshi ka kavy sangrah 'sab tumahara' prem, milan, chahna, viyog, karuna aur ummid ki rahon se gujarte hue aadhayatmik talash ki swachand aur nirbhik abhivakti hai. kavaya sangrah ki sari kavitayen prem ki kavitayen hain, lekin unke sopan alag-alag hain. kavita ke char sopaan hain- milan, virah, darshan aur adhayatm. milan ki kavitayen jivan men madhu ras ka sanchar karti hain. dusre sopan men vedna kavi ki chetna ka abhinn ang ban jati hai. yahi vedna unhen shashwat chetna se jorti hai, jo ki prem ka aadhyatmik swarup hai. 'sab tumhara' jaise kavya sangrah ka prakashan andhakar men chamkili rekha ke manid hai, jo dur tak rah dikhayegi.
    Read More
    Specifications
    Book Details
    Imprint
    • Notion Press
    Publication Year
    • 2022
    Contributors
    Author Info
    • pranav priyadarshi college men padhayi ke dauraan hin kavita lekhan se jur gaye the. vigat 13 varson se patrakarita se juren hue hain. philhaal 'hindustaan' ke sampadkiye vibhag men varisht upsampaadak ke pad par karyarat hain. inki kavitayen manusya ke vibhinn manobhawon ko apne men samete rahti hain, jo hriday se hriday tak sahaj sancharan karti hain. prachalit vimarshown se alag inki kavitayen alag vitaan rachati hain, jo logon ko prabhavit aur pariskrit karti hain. inki kavitayen vagarth, kathadesh, kathakram, doaaba, parikatha jaisi pratisthith patrikaon me prakashit ho chuki hai. vartmaan men ek kavita sangrah 'achut nahi hun main' bhi prakashnadhin hai, jiska bihar sarkar ke rajbhasha vibhag ne prakashan anudaan yogna ke tahat chayan kiya hai.
    Dimensions
    Height
    • 5.5 in
    Length
    • 8.5 in
    Weight
    • 230 gr
    Be the first to ask about this product
    Safe and Secure Payments.Easy returns.100% Authentic products.
    You might be interested in
    Medical And Nursing Books
    Min. 50% Off
    Shop Now
    Popular Psychology Books
    Min. 50% Off
    Shop Now
    Finance And Accounting Books
    Min. 50% Off
    Shop Now
    Language And Linguistic Books
    Min. 50% Off
    Shop Now
    Back to top