Author Info | - Manav Kaul ke jeevan ko unke likhe ke bahaane samjha ja sakta hai.
Ek lekhak ka likha kis tarah uske jeevan aur lekhan mein yatra kar raha hota hai, use Manav ki kitabon se guzarte hue guna ja sakta hai.
Manav ki ab tak 15 pustakein prakāshit ho chuki hain —
‘Theek Tumhaare Peechhe’ (kahaaniyaan),
‘Prem Kabootar’ (kahaaniyaan),
‘Tumhaare Baare Mein’ (na kavita, na kahaani),
‘Bahut Door, Kitna Door Hota Hai’ (yaatra-vrittānt),
‘Chalta-Phirta Pret’ (kahaaniyaan),
‘Antima’ (upanyaas),
‘Karta Ne Karm Se’ (kavitaayein),
‘Shirt Ka Teesra Button’ (upanyaas),
‘Rooh’ (yaatra-vrittānt),
‘Titli’ (upanyaas),
‘Tooti Hui Bikhri Hui’ (upanyaas),
‘Patjhad’ (upanyaas),
‘Katranen’ (na kavita, na kahaani),
‘Saakshaatkaar’ (upanyaas),
aur ab ‘Sanyam’ (upanyaas).
‘Sanyam’ Manav ki pandrahvin kitaab aur saatvaan upanyaas hai.
|