Vilaad ke chauthe aur antim adhyay “La Perinjo” Mein Kahani Hai donon Tarah Ke sangharshon ke Aakhiri marhale Ki. Ek Taraf teen kon par jujh Rahe Sainik, Defiant aur Hamans Ek mauke per do pakshon mein Dhal ke Ek dusre Ke Samne aa khade hote hain to dusri Taraf Charon dishaon se alag-alag hisson mein Madhya Dharti per pahunchne wali senaen Helbreeds ke khilaf Jung Mein Utar Jaati Hai.
“La perinzo” Donon Tarah Ke sangharshon ko unke Anjam tak pahunchati hai aur Badle Halaat aur Badal Rahi Duniya Mein Ek prajati Ko wo ilaka chhodna padta hai to dusri nasl Ko Dharti. Ye donon Jangen Jis Nuri vessel ke Bharose Ladi aur jiti Gain, use Jis adad Nar Ki Talash Thi, kya vah use mil payega?
Jis BioShip ko dhundhne aur activate karne Hellbreeds Dharti per Aaye The Uska Kya Hua? Kya use bachaya Ja saka? us BioShip ko Prithvi Se Bahar fenkne Aaye Ikwodians kya Hellbreeds Ke Samne tik sake? Aakhir kya hua 70 hajar sal pahle Dharti per maujud in donon alien prajatiyon ka?
Read More
Specifications
Imprint
Gradias Publishing House
Publication Year
January
Book Type
Fiction Book
Number of Pages
254
Manufacturing, Packaging and Import Info
Be the first to ask about this product
Safe and Secure Payments.Easy returns.100% Authentic products.