Aaseb
Get notified when this item comes back in stock.

Aaseb (Paperback, Ashfaq Ahmad)

Share

Aaseb  (Paperback, Ashfaq Ahmad)

Be the first to Review this product
₹230
i
Sold Out
This item is currently out of stock
Author
Read More
Highlights
  • Binding: Paperback
  • Publisher: Gradias Publishing House
  • Genre: Fiction, Horror
  • ISBN: 9788196458676
  • Edition: First, 2023
  • Pages: 200
Seller
BOOKNETZ
3.9
  • 7 Days Replacement Policy
    ?
  • See other sellers
  • Description
    ‘Aseb’ horror Genre ki Paanch alag-alag kahaniyon ka sankalan hai, jismein lambai ke hisab se kahaniyon ko kramvar Rakha gaya hai, aur is Genre ki kahaniyon mein dilchaspi rakhne Walon ke liye Sabhi kahaniyan Ek alag Zaayka rakhti Hain. yah un paaramparik bhoot Pret ki kahaniyon se thoda alag ho sakti hain aur Thodi Adhuri Bhi lag sakti hain, lekin yah apne aap mein poorn hai, inke alag-alag ant aap apne hisab se Kuchh Bhi Soch kar maan sakte hain. Ise pathakon ki samajh par Chhoda gaya hai. Sankalan ki Pahli Kahani ‘Aaseb’ Hai, Jo Ek Shaapit amratva ko Lekar Hai, Jahan Sadiyon Se Jita Ek anaam kirdar lagatar zinda Rahne ke sath Jivan ke sabhi rason ka Sukh lene ke liye Logon ki umr aur zindagi Churane ka ek alag Sa Rasta chunata hai, aur uske Shikar hote hain woh Samarth log, jo Duniya ke alag-alag hisson mein waas karte hain, Taki unke Sahare woh nirbaadh vicharan Karta Rah sake aur Kabhi Koi Uske is Khel ki tah Tak Na pahunch sake. 'Dark tourism’ is Sankalan ki dusri Kahani Hai. yah Duniya Mein prachalit hote ek naye Tarah Ke trend ‘dark tourism’ ko paribhashit karti hai, ke Kaise log un jagahon ki taraf aakarshit Hote Hain, jinke Sath Kuchh Buri ghatnayen ya Paranormal activities se Judi kahaniyan pracharit hoti hain, aur un jagahon per Raat Gujar kar Aisa Kuchh experience karna chahte hain. Is Kahani Mein London Mein rehne wale Asian doston ka ek group aise hi dark tourism Mein naye list Hue Ek haunted place ke aakarshan mein fans kar vahan teen Din Rehne ke liye pahunch Jata Hai, Lekin Pahli Raat Ke Shuru hote hi unhen yah samajh mein a jata hai ki Apne adventure Ke Chalte we Ek Aisi reality Mein fans chuke hain Jahan woh Sab cheezen wastvik Hain, jinhen we bus afwah ya Bhram Bhar samajhte the. Sankalan ki Teesri Kahani 'Night Walker’ Hai Jo Ek Aisi Ladki ki Kahani Hai, Jo dasiyon sal pahle kinhin shaitanon ka shoshan Sehte sehte bemaut mar gai Thi, lekin Jise Kabhi sukun Na Naseeb Hua, aur ab vah Shareer dar Shareer bhatkati phir rahi thi. ‘Wo Kaun Thi’ Ek Aisi Ladki Ki Bechain Atma ki Kahani Hai, Jiski Maut Tak andhere Mein Dafan kar di Gai Thi, Aur Agar woh Khud na koshish Karti to ye Kabhi Na Saamne aa pata ki uske sath kya hua tha. ‘Rosewell Mension’ is sangrah ki paanchvi aur Aakhiri Kahani Hai, Jo Ek Ghar Mein maujud alag reality Ki Kahani Hai, Jahan Raat guzarne wala Bhale sharirik Roop se apni Duniya Mein Hi rahta Tha, lekin dimagi Taur per woh alag reality Mein chala jata tha, Jahan Se Kabhi wapsi Nahin Ho paati.
    Read More
    Specifications
    Book Details
    Publication Year
    • 2023 October
    Book Type
    • Fiction Book
    Number of Pages
    • 200
    Contributors
    Author Info
    • Ashfaq Ahmad is an Indian Hindi writer and blogger, who runs several blogging sites such as Wordsmith, Aakharvani Patrika, Lafztraash, Parihas Patrika, Qissagoi and Lafzabandi. He has written about a dozen books like Jihadi Parinde, God's Existence, Vulture's Feast, Infinity, Junior Gigolo, Mirov and Saavari, The Bloody Castle etc.
    Dimensions
    Width
    • 5.5
    Height
    • 8.5
    Depth
    • 2.5
    Weight
    • 250
    Have doubts regarding this product?
    Safe and Secure Payments.Easy returns.100% Authentic products.
    You might be interested in
    Medical And Nursing Books
    Min. 50% Off
    Shop Now
    Popular Psychology Books
    Min. 50% Off
    Shop Now
    Finance And Accounting Books
    Min. 50% Off
    Shop Now
    Economics Books
    Min. 50% Off
    Shop Now
    Back to top