Baahar Se Bheetar
Get notified when this item comes back in stock.

Baahar Se Bheetar (Hindi, Paperback, Chetan Dange)

Share

Baahar Se Bheetar  (Hindi, Paperback, Chetan Dange)

4.7
7 Ratings & 0 Reviews
Special price
₹199
199
i
Sold Out
This item is currently out of stock
Author
Read More
Highlights
  • Language: Hindi
  • Binding: Paperback
  • Publisher: Hind Yugm
  • ISBN: 9789392820199
  • Edition: 1st, 2022
  • Pages: 180
Seller
Repro Books on Demand
4
  • 7 Days Replacement Policy
    ?
  • See other sellers
  • Description
    Ye kitaab akele ki gai yatraao ko theek se samajhne ka prayas hain. Ekal yatraayen kisi ke saath ki gai yatraao ki theek vipareet disha mein jaati hain. Ekal yatra aksar aapko ghanghor uljhan aur asehejta ke theek madhya mein chhod deti hain. Saraa bikhra pada chhodkar jab hum akele yatra par sach ki talaash mein nikalte hain tab ye pata nahi hota ki bhaagkar aakhir hum apne hee nij mein aa pahuchenge. Is kitaab ka likha usi nij ke daayre me dobara pahuchkar use ek aakhri baar choo lene ka prayas hain. Sara kuch theek se samajh lene ka prayas hain jo is yatra ke dauraan beej ki tarah bheetar boya jaa raha tha. Ye kitaab unhi beejo ke saalo baad ped ban jaane ke Anubhav jaisa kuch hain. Unki chhanv me kuch samay bitaakar aage chal dene jaisa kuch hain.
    Read More
    Specifications
    Dimensions
    Width
    • 7.79
    Height
    • 5.1
    Depth
    • 0.4
    Weight
    • 180
    Book Details
    Imprint
    • Hind Yugm
    Publication Year
    • 2022 October
    Book Type
    • Travelogue
    Contributors
    Author Info
    • Chetan Dange ka janm Pune mein hua. Parvarish avam padhaai bhi Pune mein hui. Apne mahavidhyalayeen samay me unhone likhna shuru kiya. Shuruvaat natak aur Kavita se hui. Baad me unhone advertising ke kshetra mein copywriter ke taur par saat saal tak kaam kiya. Naukri jab ek tarh kee baadha lagne lagi tab unhone Naukri chhodkar yatra karna shuru kiya. ‘Baahar Se Bheetar’ usi samay kee gayi ek lambi yaatra ka lekha-jokha hain. Yatra ke saath saath Chetan pichle 11 saalon se Mumbai me Hindi avam Marathi television aur filmo ke liye bataur lekhak – Screenwriter kaam kar rahe hain. Isse pehle unki do kitaabe – ‘Retaad’ aur ‘Saakav’ Marathi bhasha me prakashit hui hain. ‘Baahar Se Bheetar’ Chetan ki teesri aur pehli Hindi kitaab hain.
    Ratings & Reviews
    4.7
    7 Ratings &
    0 Reviews
    • 5
    • 4
    • 3
    • 2
    • 1
    • 6
    • 0
    • 1
    • 0
    • 0
    Have you used this product? Be the first to review!
    Be the first to ask about this product
    Safe and Secure Payments.Easy returns.100% Authentic products.
    You might be interested in
    Medical And Nursing Books
    Min. 50% Off
    Shop Now
    Finance And Accounting Books
    Min. 50% Off
    Shop Now
    Industrial Studies Books
    Min. 50% Off
    Shop Now
    Business And Management Books
    Min. 50% Off
    Shop Now
    Back to top