Dr. Suman Soni ka janm Bihar Bhagalpur jila Mirjanhat ke nanihaal mein 02.11.1970 mein hua. inka lalan palan donon jagah nanihaal aur dadi ghar (madhepura jila bihar bihariganj) mein hua. inke pita swa. Vidhyanand Sah ek varishta samajsevi the, mata shrimati Madhuri Sah purva pramukh hain aur nana ji swa. Radhelal Sah swatantrata senani evam samajsevi.
Read More
Specifications
Book Details
Imprint
Notion Press
Publication Year
2022
Contributors
Author Info
Main apne pathakon, sahityakar saathiyon aur mitron ka aabhar vyakt karna chahti hun jo apna amulya yogdan dekar meri is pustak ko padhenge. meri ye pustak meri swarachit kavitaaon ka sangrah hai jismein aapko tarah-tarah ke saamaajik sanskratik vyavharon ki tasveer dekhne ko milegi. meri kavitaon mein aapko ateet ki khushbu, to kahin bhavishya ki swarnim aabha ki jhalak milegi.
Dimensions
Height
5 in
Length
8 in
Be the first to ask about this product
Safe and Secure Payments.Easy returns.100% Authentic products.