Hindi Sahitya ka bhaktikal us kaal ko kaha jata hai jab dharmik bhawnao ka parichye karane wale kaviyo ne apni kalpnao ke madhye se dharmik bhakti ko pirkat kiya. yeh kavye un bhakti sambandhi grantho ke lekhan or unke kavyo ko samahit karta hai, jinhone apni bhawnao or aatmiyata ko kavye ke madhyam se viyakt kiya.