Yha kavya bhartiye sanskriti ki kahaniyo ki mand bayar hai jo bharat ke har ghar ke angan se hokar gujarti hai.enn kavyo me veer,bhakti, sringar aadi rasho ka visham sanyog hai aasha hai yha kavya apke bhitar chupe kisi na kisi bhavo ko avshya cheddegi aur apke manochetna me chupi kisi na kisi kahani ko avashy jaga degi " kab aaiyo balam mero Khet khaliyan sab sun bhayo Chitthi taar bhi ab na bhejo Chait vaishkh sab beet gayo" Lekhak dawara likhi uprokht chaar pankti apke ander chupe virah ke bhao ko kured ke apke chetna ke vimb par kuch na kuch parbhav avashya daali hongi aisi he bhao pardhan kavitao ka sanshipt sangrah ki yah pustak padhne ke baad aasha hai aap thik vaise na rahe jaise aap iss kavita sangrah ko padhne se pahle the aur yahi lekhak ki safalta hogi.
Read More
Specifications
Book Details
Imprint
Notion Press
Dimensions
Width
2 mm
Height
216 mm
Length
140 mm
Weight
54 gr
Be the first to ask about this product
Safe and Secure Payments.Easy returns.100% Authentic products.