Jab insaan apni hadd se aage badh kar prakrati se andhadhundh khilwaad karna shuru kar deta hai, uske sath anukoolan ka sambandh banaane ke bajay, use tahas-nahas karna shuru kar deta hai, tab prakrati bhi anttah palatwaar karti hai aur sabkuchh tahas-nahas kar ke rakh deti hai.
Yeh kahani hai Qudrat ke kiye us vidhwans ki, zameen par phaili us barbadi aur tabahi ki, jahan apni purani kenchuli ko utaar ke, ek naye roop ka waran kartiis dharti ki ek alag hi shakl ubhar kar saamne aati hai... aur ye kahani hai dharti ke char alag-alag hisson se nikle un char logon ki bhi, jo apni aakhiri hadd tak sangharsh karte hain aur insaani jeevan ko is qayamat ke baad ke agle daur me le jaane me kaamyaab rehte hain.
Read More
Specifications
Publication Year
2023 March
Book Type
Fiction Book
Number of Pages
200
Manufacturing, Packaging and Import Info
Be the first to ask about this product
Safe and Secure Payments.Easy returns.100% Authentic products.