Kalam ki koi vishes jati ya dhram nhi hoti। Na hi yeh kisi ek ling ke liye udai jati Hain.yeah to bas aapki aur hamari samvednaon ki abhivyakti karta hain. Jo hm hmare parevesh me dekhte hain, mehsus karte hain. Yeah zindagi ke tasvvur ki veh tasvir khichta hain jo shyad khamoshi me kahi gum reh jati hain ya fir aapko duniyaan ka ayena ban kar dikhati hain . Meri yeh tasvir (kavya sangrah ) me ve sabhi kavitayen hai jo mere aapke aur hmare bich ki samvednaao se nikalti hue hain. Jisme kuch prem, tyag ,tanhai, khushi, dar aadi jaise kayi bhavon ka samavesh hain.