"Ayurvedic Nighantu" ek prachin aur pramanik granth hai jo Devtaon ke vaidh – Bhagwan Dhanvantari ji dwara rachit mana jata hai. Is pustak mein aushadhi vanaspatiyon, jadi-bootiyon, aur prakritik dravyon ka vargikrit roop se varnan, unke gun, karm, ras, virya aur upyog sahit diya gaya hai. Ayurveda ke students, vaidhyaon, aur chikitsa mein ruchi rakhne walon ke liye yah granth ek mool aadhar ke roop mein upyogi hai.
Read More
Specifications
Book
Ayurvedic Nighantu (Devtaon Ke Vaidh Dhanvantari Ji Dwara Krit)