"Sampoorna Mahabharat" ek mahaan itihasik aur dharmik granth hai jo Kuru vansh, Pandav-Kaurav yudh, aur Shri Krishna ke gyaan ka vistrit varnan karta hai. Yah pustak saral Hindi mein likha gaya hai, jisme Mahabharat ke pramukh ghatna kram, neeti, dharm, karm aur bhakti ka samavesh hai. 18 parv aur unmein chhipe jeevan ke mool siddhant is granth ko har ayu ke pathakon ke liye upyogi banate hain. Medium size hone ke karan yah rozana paath ke liye bhi suvidha janak hai.
Read More
Specifications
Book
Sampoorna Mahabharat Book In Medium Size (Book Size - 18*12 Cm)